Mera Wada Raha Jina Na Lyrics

"Mera Wada Raha Jina Na" lyrics from Deshdrohi sung by mahalakshmi iyer, udit narayan and music directed by nikhil and composed by nikhil and lyrics written by kamaal rashid khan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mera Wada Raha Jina Na Lyrics


Mera wada raha ho o o o yeh wada raha
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha

Tu hi hai chahat meri, tu hi meri puja
Tere siwa na koi sapno mein duja
Main toh fida hu jaanam teri adaao pe
Tum hi base ho mere dil ki sadaao mein
Sona na jagana hai, chalna na rukana hai
Paana na khona hai, hansana na rona hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha

Dil ka yeh rishta apna kabhi bhi na toote
Marke bhi jaanam tera daaman na chhoote
Rabse hai maanga maine tujhe sab duwaao mein
Tum hi khayaalo mein ho, tum hi nigaaho mein
Aana na jaana hai, kisi se na milana hai
Kehana na sunana hai, sapne na bunana hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai tere bina
Mera wada raha ho o o o yeh wada raha
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai
Jina na marna hai kuchh bhi na karna hai tere bina
Mera wada raha ho o o o mera wada raha.

More songs lyrics from Deshdrohi.