Mera Peshha Kharab Hain Lyrics

"Mera Peshha Kharab Hain" lyrics from Bhediyon Ka Samooh: A Pack Of Wolves sung by anupama deshpande and music directed by trina chakraborty and composed by trina chakraborty and lyrics written by darpan sharma, yogesh gaud

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mera Peshha Kharab Hain Lyrics


Saari baato ka haan
Saari baato ka, saari baato ka
Saari baato ka yahi jawab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Saari baato ka yahi jawab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Saari baato ka yahi jawab hain

Tawaif hu main
Aur badi bewfa hoon
Tawaif hu main
Aur badi bewfa hoon
Tumse nahin saiyan
Khud se khafa hoon
Tumse nahin saiyan
Khud se khafa hoon
Hu besharm phir bhi
Hu besharm phir bhi
Aankho ki nijat ha
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Saari baato ka yahi jawab hain

Aate hain sab yaha dil bahlane
Aate hain sab yaha dil bahlane
Kiski hakikat kon pehchane
Kiski hakikat kon pehchane
Mera husn hi dekho
Mera husn hi dekho
Mujhpe majak hain
Main nahin kharab
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Saari baato ka yahi jawab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Main nahin kharab
Mera peshha kharab hain
Saari baato ka yahi jawab hain.

More songs lyrics from Bhediyon Ka Samooh: A Pack Of Wolves.