Mera Intezar Karti Ho Lyrics

"Mera Intezar Karti Ho" lyrics from Saazish sung by alka yagnik, mohammed aziz and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Mera Intezar Karti Ho Lyrics


Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karti ho
Na na na na na na na na

Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon

Aksar mujhko yad karti ho karti hoon
Aahe tum din rat bharti ho bharti hoon
Aksar mujhko yad karti ho karti hoon
Aahe tum din rat bharti ho bharti hoon
Muh par meri jan marti ho marti hoon
Khul na jaye bhed darti ho darti hoon
Tum iska inkar karti ho karti hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon

Hum sapno mein roz milte hain milte hain
Dil ke andar phool khilte hain khilte hain
Hum sapno mein roz milte hain milte hain
Dil ke andar phool khilte hain khilte hain
Tum aksar bechain rahte ho rahta hoon
Mujhko apni jan kahte ho kahta hoon
Tum isse inkar karte ho karta hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karti ho
Na na na na na na na na
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon

Deewano sa hal rahta hain rahta hain
Rang saram se lal rahta hain rahta hain
Deewano sa hal rahta hain rahta hain
Rang saram se lal rahta hain rahta hain
Ang ang mein dard hota hain hota hain
Dard bada bedard hota hain hota hain
Phir bhi tum takrar karti ho karti hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon.

More songs lyrics from Saazish.