Mera Dil Ye Deewaana Nazar Lyrics

"Mera Dil Ye Deewaana Nazar" lyrics from Hurricane Express sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt), kundan lal saigal and music directed by harbans lal and composed by harbans lal

Music Director(s):
Composer(s):

Mera Dil Ye Deewaana Nazar Lyrics


Mera dil ye deewaana nazar ka nishaana
Kahaan aaj chala hai balam
Kahaan aaj chala hai balam
Mere dil ka sahaara
Tera ye ishaara
Tere saath bhi main hoon sanam
Tere saath bhi main hoon sanam

Ho piyaa aa aa
In ghataaon mein mast chhaaon mein
Dole mera jiya aa aa
Mera dil ye deewaana nazar ka nishaana
Kahaan aaj chala hai sanam
Kahaan aaj chala hai sanam

In nigaahon mein
In adaaon mein
Hum ne dil kho diya aa aa aa
Aaj raahon mein kho ke kuch paa liya aa aa aa
Mera dil ye deewaana nazar ka nishaana
Kahaan aaj chala hai balam
Kahaan aaj chala hai balam
Khil gayi ham nazar.

More songs lyrics from Hurricane Express.