Mera Dil Hai Kunwara Lyrics

"Mera Dil Hai Kunwara" lyrics from Shandaar sung by alka yagnik, mohammed aziz and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mera Dil Hai Kunwara Lyrics


Mera dil hai kunwara meri umar kunwari
Mera dil hai kunwara meri umar kunwari
Dil-o-jaan kardu main tere naam mahiya
Haa tere naam mahiya
Tu jo yaar bane tera pyaar mile
Tu jo yaar bane tera pyaar mile
Rahu banke yaha teri ghulam mahiya
Kare duniya to kare badnaam mahiya

Teri umar kunwari badi lagti hai pyaari
Dil-o-jaan kardu main tere naam goriye
Tu jo yaar bane tera pyaar mile
Rahu banke yaha tera ghulam goriye
Kare duniya to kare badnaam goriye
Mera dil hai kunwara meri umar kunwari
Teri umar kunwari badi lagti hai pyaari

Kache kanchwali hari chudiya mangake
Gori gori chambai kalayi main sajade
Kache kanchwali hari chudiya mangake
Gori gori chambai kalayi main sajade
Lala joda pahenade mujhe doli main bitha de
Lala joda pahenade mujhe doli main bitha de
Teri baaho main ghujaru subah shaam mahiya

Kare duniya to kare badnaam mahiya
Tu jo yaar bane tera pyaar mile
Rahu banke yaha tera ghulam goriye
Kare duniya to kare badnaam goriye
Mera dil hai kunwara meri umar kunwari
Teri umar kunwari badi lagti hai pyaari

Gore gore tan pey chunar aasmani
Dekhe tera roop ho pariya deewani
Gore gore tan pey chunar aasmani
Dekhe tera roop ho pariya deewani
Tu jo lat bikhraye din raat ban jaaye
Tu jo lat bikhraye din raat ban jaaye
Tere bin bik jaau bin daam goriye
Kare duniya to kare badnaam goriye

Mera dil hai kunwara meri umar kunwari
Dil-o-jaan kardu main tere naam goriye
Tu jo yaar bane tera pyaar mile
Tu jo yaar bane tera pyaar mile.

More songs lyrics from Shandaar.