Mehndi Lagake Lyrics

"Mehndi Lagake" lyrics from Kunwara sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by aadesh shrivastava and composed by aadesh shrivastava and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mehndi Lagake Lyrics


Hey mehndi rachaa ke bindiya lagake
Mehndi rachaa ke bindiya lagake
Choodi pahenke kangana bajaa ke
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji

Haan sehara saja ke nazrein bachaa ke
Haan sehara saja ke nazrein bachaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji

Din raat bechainiyo mein guzare
Kabh tak rahenge bhala hum kunware
Kaise bataoon tumhe apni mushkil
Abh aise milne se bharta nahin dil

Ghoongta gira ke haye zara sharma ke
Ghoongta gira ke zara sharma ke
Choodi pahenke kangana bajaa ke haan
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji

sehara saja ke nazrein bachaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke haan
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Main tere sapnon ki dulhan banoongi
Abh ek pal na judaai sahoongi
Hum dono raazi hain phir kaisi deri
Jaldi se aa jao baahon mein meri

Doli mangaa ke band bajaa ke
Haan doli mangaa ke band bajaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Mehndi rachaa ke bindiya lagake
Choodi pahenke kangana bajaa ke
Tum chali aana ji rani chali aana ji

Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji.

More songs lyrics from Kunwara.