Mehbuba Shehro Mein Se Lyrics

"Mehbuba Shehro Mein Se" lyrics from Chandni sung by lata mangeshkar, vinod rathod and music directed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and composed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Mehbuba Shehro Mein Se Lyrics


Mehbuba mehbuba
Shehro mein se shehar suna
Bhai shehar suna tha dilli
Dilli shehar me chandani
Naam ki ladki mujhse mili
Uski jhil si aankho mein hai dil mera duba
Bani woh meri yahi woh meri
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba mehbuba
Shehro mein se shehar suna
Bhai shehar suna tha dilli
Dilli shehar me chandani
Naam ki ladki mujhse mili
Uski jhil si aankho mein hai dil mera duba
Bani woh meri yahi woh meri
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba mehbuba

Maine tujhko dekha toh
Pehli nazar mein jan liya
Hai mera mehbub tu hi
Maine tujhe pehchan liya
Maine tujhko dekha toh
Pehli nazar mein jan liya
Hai mera mehbub tu hi
Maine tujhe pehchan liya
Khwabo aur khayalo ki
Galiyo me jisko dhundha
Bana tu mera ha bani tu meri
Bani main teri mehbuba
Bani main teri mehbuba bani
Main teri mehbuba
Shehro mein se shehar suna
Bhai shehar suna tha dilli
Dilli shehar me chandani
Naam ki ladki mujhse mili
Uski jhil si aankho mein hai dil mera duba
Bani woh meri haa yahi woh meri
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba mehbuba

Mujhko yeh parwah nahi
Ab kya sabki marji hai
Sabki marji ko chhodo
Yeh toh rab ki marji hai
Mujhko yeh parwah nahi
Ab kya sabki marji hai
Sabki marji ko chhodo
Yeh toh rab ki marji hai
Ham dono key bich mein
Ab naa aaye koyi duja
Bani tu meri bani main teri
Tu hi toh meri mehbuba
Mai hu woh teri mehbuba
Tu hi toh meri mehbuba

Shehro mein se shehar suna
Bhai shehar suna tha dilli
Dilli shehar mein chandani
Naam ki ladki mujhse mili
Uski jhil si aankho meinin hai
Dil mera duba
Bani woh meri yahi woh meri
Tu hai woh meri mehbuba
Mai hu woh teri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba
Main hoon woh teri mehbuba
Tu hai woh meri mehbuba
Main hoon woh teri mehbuba.

More songs lyrics from Chandni.