Mazaa Mazaa (Title) Lyrics

"Mazaa Mazaa (Title)" lyrics from Mazaa Mazaa sung by shreya ghoshal and music directed by arun daga and composed by arun daga and lyrics written by vijay akela

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mazaa Mazaa (Title) Lyrics


Hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon
Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon
Hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon
Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon
Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain
Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain
Khula khula badan hain meraa
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja

Kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha
Janu na janu, meraa dil hain kaha
Kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha
Janu na janu, meraa dil hain kaha
Kya hain yeh jadu, kya hain yeh nasha
Arey kyon hu bekabu bekabu ho raha
Jawan jawan yeh mann hain meraa
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja

Kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu
Behakna mai chahu kabhee khud ko roku
Kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu
Behakna mai chahu kabhee khud ko roku
Najro se koi bole, toh sunti hu kyon
Yeh kaise hain sholey, mai jalatee hu kyon
Dhuan dhuan yeh tan hain meraa
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja

Hawa me udna chahe yeh dil aaj kyon
Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon
Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain
Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain
Khula khula sa tan hain meraa
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja
Maja maja ah ha kya maja.

More songs lyrics from Mazaa Mazaa.