Maut Ka Zayeka Lyrics

"Maut Ka Zayeka" lyrics from Darna Zaroori Hai sung by mohana sarkar, sukhwinder singh and music directed by taabish romani and composed by taabish romani and lyrics written by taabish romani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maut Ka Zayeka Lyrics


Maut maut maut khabardaar
Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko
Yaha milti hai ek baar
Tu jee ke dikha de
Ya marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko
Woh karke dikha de
Jeena yaha sau
Baar marna ek baar
Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Teri adaa duniya se judaa
Jitni bhi chahe masti luta
Teri adaa duniya se judaa
Jitni bhi chahe masti luta
Jaan hatheli pe rakh de
Teri jawani hain ek mazaa
Tu kya hain yeh bata
Duniya ko yeh dikha
Tere jaisa na yaha hain koi dusra
Dam nikal jaayega sab
Ka tu hain jaandaar
Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka
Ek raat ka hain yeh jalwa
Kya hain bharosa kal ka
Yeh zindagi hai ek dilruba
Yeh zindagi hai ek bewafa
Nazron ke teer se
Tu bach na paayega
Aayega jaal mein
Toh fasta jaayega
Teri himmat ke iraade
Sab hain shaandaar
Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar

Maut ka zaayeka
Hota hain mazedaar
Maut bhi sabko yaha
Milti hai ek baar
Tu jee ke dikha de ya
Marr ke dikha de
Karna hain jo tujhko
Woh karke dikha de
Jeena yaha sau
Baar marna ek baar
Khabardaar khabardaar
Khabardaar khabardaar.

More songs lyrics from Darna Zaroori Hai.