Mausam Hai Suhana Lyrics

"Mausam Hai Suhana" lyrics from Milan sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt), mohammed rafi and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by prem dhawan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mausam Hai Suhana Lyrics


Eye biwi ji maine kaha ji
Maina kaha ji ye mausam hai suhana
Acha nahi yu kisi se ruth jana
Maina kaha ji ye mausam hai suhana
Acha nahi yu kisi se ruth jana
Ada hai hasino ki yuhi tadpana
Maine kaha ji
O maine kaha ji na karo yu bahana
Sikha nahi hai rutho ko manana
O maine kaha ji

O bada dard hai sar me
Zara sar ko daba do
Bimar ko apne aachal me sula do
Ho ye dard hai dil ka bate na banao
Aji tan ke chadar chup se so jao
Aji mardo ke dil ko ye rog hai purana
Aji mardo ke dil ko ye rog hai purana
Maine kaha ji ye mausam hai suhana
Acha nahi yu kisi se ruth jana
Maine kaha ji

O aaya jo gussa o nakhre wali
Hoye or bhi aa gayi galo pe lali
Na chedo ji hamko chodo bhi kalai
Jag uthegi ye dunia jab dungi duhai
Tu biwi hai meri ye jane sara jamana
Biwi hai meri ye jane sara jamana
Eye biwi ji na karo yu bahana
Sikha nahi hai rutho ko manana
O maine kaha ji

O hai ghar me ladai bahar hai sardi
Mar jaunga dar pe tere o bedardi
Are apne dusman aisa mat bolo
Takrar se meri na par ko na tolo
Gussa ye lali hai pyar ka bahana
Gussa ye lali hai pyar ka bahana
Maine kaha ji na karo yu bahana
Sikha nahi hai rutho ko manana
O maine kaha ji
Maine kaha ji maine kaha ji ji.

More songs lyrics from Milan.