Maula Zara Kar De Karam Lyrics

"Maula Zara Kar De Karam" lyrics from Ishq Ke Parindey sung by altamash faridi, hashim sabri, javed ali


Maula Zara Kar De Karam Lyrics


Ishq ko ya khuda
Kyun nazar ho gayi
Yun lage har duaa
Beasar ho gayi
Hamne tinke chune
Aashiya ke liye
Kis taraha aandhiyo
Ko khabar ho gayi
Yaa maula maula

Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula
Tu hai maula maula
Mere maula maula

Waqt ke nishaane pe
Ishq bethikana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Waqt ke nishaane pe
Ishq bethikana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai
Ek taraf mohabbat hai
Ek taraf zamana hai

Chahato ka rakh le tu bahram
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

Jhookta nahi hai yeh haalat se bhi
Mitata nahi hai yeh bigdat se bhi
Yeh ishq aisa haio masum shola
Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi
Bujhta bahi hai jo barsaat se bhi
Mar ke mile nahi janam

Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

Tera falak hai teri zameen hai
Teri inayat pe dil ko yakeen hai
Tera falak hai teri zameen hai
Teri inayat pe dil ko yakeen hai
Tu sukhe patte pe gar mehrbaan ho
Angaaro se bhi wo jalta nahi
Angaaro se bhi wo jalta nahi
Phir dilo pe kis liye sitam

Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Kar de karam kar de karam
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam
Mere maula maula
Maula zara kar de karam

O zindagi zeher hai to kya darr hai
Har taraf keher hai to kya darr hai
Tu muhafiz hai maula ke ghar ka
Dubta shehar hai to kya darr hai
Dubta shehar hai to kya darr hai
Maula maula.

More songs lyrics from Ishq Ke Parindey.