Maula Salim Chishti Lyrics

"Maula Salim Chishti" lyrics from Garm Hava sung by aziz ahmed khan warsi and music directed by bahadur khan and composed by bahadur khan and lyrics written by kaifi azmi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maula Salim Chishti Lyrics


Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa

Sookhi rut mein chhaayi badariya,
Chamki bijuriya saath
Doobo tum bhi sang mere,
Ya thaamo mera
Maula salim chishti,
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti,
Aaqa salim chishti
Aabaad aar do dil ki duniya salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti,
Aabaad aar do dil ki duniya salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti,
Jitni balaayein aayi, sab ko gale lagaaya
Jitni balaayein aayi, sab ko gale lagaaya
Khoon ho gaya kaleja,
Shiqwa na lab pe aaya
Khoon ho gaya kaleja,
Shiqwa na lab pe aaya
Har dard ham ne apna,
Apne se bhi chhupaaya
Har dard ham ne apna,
Apne se bhi chhupaaya
Har dard ham ne apna, ha
Har dard ham ne apna,
Apne se bhi chhupaaya
Tum se nahin hai koi parda salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Tum se nahin hai koi parda salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti

Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Jaayega kaun aake,
Pyaasa tumhaare dar se
Jaayega kaun aake,
Pyaasa tumhaare dar se
Kuchh jaam se piyenge,
Kuchh meherbaan nazar se
Kuchh jaam se piyenge,
Kuchh meherbaan nazar se
Kuchh jaam se piyenge, ha
Kuchh jaam se piyenge,
Kuchh meherbaan nazar nazar se
Kuchh jaam se piyenge,
Kuchh meherbaan nazar se
Ye sang-e-dar tumhaara,
Todenge apne sar se
Ye sang-e-dar tumhaara,
Todenge apne sar se
Ye sang-e-dar tumhaara, ha
Ye sang-e-dar tumhaara,
Todenge apne sar se
Ye sang-e-dar tumhaara,
Todenge apne sar se
Ye dil agar dubaara toota salim chishti
Ye dil agar dubaara toota salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti

Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Is sang-e-dar de sadqe,
Is rehguzar ke sadqe
Is sang-e-dar de sadqe,
Is rehguzar ke sadqe
Is sang-e-dar de sadqe,
Is rehguzar ke sadqe
Is sang-e-dar ke sadqe ha
Is sang-e-dar de sadqe,
Is rehguzar ke sadqe
Bhatke huye musaafir,
Manzil pe pahunche aakhir
Bhatke huye musaafir,
Manzil pe pahunche aakhir
Ujde huye chaman mein,
Be-rang-e-pairahan mein
Ujde huye chaman mein,
Be-rang-e-pairahan mein
Ujde huye chaman mein,
Be-rang-e-pairahan mein
Ujde huye chaman mein,
Be-rang-e-pairahan mein
Sau rang muskuraaye,
Sau phool lehlahaaye
Sau rang muskuraaye,
Sau phool lehlahaaye
Aayi nayi bahaarein,
Aayi nayi bahaarein,
Padne lagi phuhaarein
Aayi nayi bahaarein,
Padne lagi phuaaarein
Aayi nayi bahaarein,
Padne lagi phuaaarein
Aayi nayi bahaarein,
Padne lagi phuaaarein
Ghoonghat ki laaj rakhna,
Is sar pe taaj rakhna
Ghoonghat ki laaj rakhna,
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Aaa
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Ghoonghat ki laaj rakhna,
Aa aa aa
Ghoonghat ki laaj rakhna,
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Aaa
Is sar pe taaj rakhna

Rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Ghoonghat ki laaj rakhna,
Aa aa aa
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Is sar pe taaj rakhna
Aabaad kar do dil ki duniyaa
Salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti
Maula salim chishti
Aaqa salim chishti aa aa aa
Maula salim chishti
Maula salim chishti
Maula salim chishti.

More songs lyrics from Garm Hava.