Matlabi Yariyan Lyrics

"Matlabi Yariyan" lyrics from The Girl On The Train sung by neha kakkar and music directed by vipin patwa and lyrics written by rakesh kumar (kumaar)

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Matlabi Yariyan Lyrics


Kyun bich mein ye deewaren hain
Badhane lagi ye daraarein hain
Hai wajah kuch wajah

Ye dooriyon ke ishaare hain
Samandar mein doobe kinaare hai
Har jagah..har jagah

Soyein nazar mein
Sau dard jaage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaage

Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyan, yaara matlabi thi teri yariyan

Ishq mein thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan

Haan ishq mein thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan
Dil ke mushafir ne dekhi hai
Harpal nakamiyaan

Saare khwaab tootein
Aankhon ke aage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaage

Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyan, yaara matlabi thi teri yariyan

Jhooti sajna ki yaari
Jhooti thi woh daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saude baajiyaan

Jhooti sajna ki yaari
Jhooti thi wo daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saude baajiyaan

Aaa..
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan.

More songs lyrics from The Girl On The Train.