Masti Bhara Yeh Sama Lyrics

"Masti Bhara Yeh Sama" lyrics from Jane Jan Sun sung by ali haider

Singer(s):

Masti Bhara Yeh Sama Lyrics


Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Sapnon mein tum
Aankhon mein tum
Aye jaan-e-jaan
Yeh kaisi hain dhunn
Sapnon mein tum
Aankhon mein tum
Aye jaan-e-jaan
Yeh kaisi hai dhunn
Aa jao ab to dhal na jaaye
Masti ka thehra hua yeh sama
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Yaadon ke saath waadon ke saath
Hum tou chalein tere saath saath
Yaadon ke saath waadon ke saath
Hum tou chalein tere saath saath
Ab tub hi aa dil ko lubha
Kitna karein hum intezaar
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab tou aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama

Kitna haseen mausam hain yeh
Kitney haseen raste hain yeh
Kitna haseen mausam hain yeh
Kitney haseen raste hain yeh
Aa jao tum eik baar
Hum bhi kahein dil ki baat
Masti bhara yeh samaa
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab to aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama
Aise mein tum ho kahan
O jaan-e-jaan ab tou aake
Sunn ja meri dastaan
Masti bhara yeh sama.

More songs lyrics from Jane Jan Sun.