Mastana Ada Le Kar Lyrics

"Mastana Ada Le Kar" lyrics from Teen Sardar sung by kamal barot, mahendra kapoor and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by prem warbartani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mastana Ada Le Kar Lyrics


Mastana ada lekar
Saukhi haya lekar
Dhata hai gazab kya kya
Dhata hai gazab kya kya
Haye tera yu chhat pe aana
Tera yu chhat pe aana
Tera yu chhat pe aana

O roop ke saudai
Kahti hai ye tanhai
Mastana ghatao mein
Khamosh fizao mein
Tum husno mohabbat ka
Nagma na koi gana
Tum husno mohabbat ka
Nagma na koi gana
Abhi soya hai zamana
Koi nagma na gana
Abhi soya hai zamana

Jab baal khule tere
Mausam ne balaye li
Sharmane lagi kaliya
Bhawro ne duaye di
Dil dhadka mohabbat ka
Aur ban gaya afsana
Dil dhadka mohabbat ka
Aur ban gaya afsana
Tera yu chhat pe aana
Tera yu chhat pe aana
Tera yu chhat pe aana

Kyu karte ho rato ko
Chup chup ke mulakate
Chanda se lipat jao
Mujhse na karo bate
Kahta hai ghatao na
Udta hua maykhana
Kahta hai ghatao na
Udta hua maykhana
Abhi soya hai zamana
Koi nagma na gana
Mastana ada lekar
Saukhi haya lekar
Dhata hai gazab kya kya
Dhata hai gazab kya kya
Haye tera yu chhat pe aana
Abhi soya hai zamana
Tera yu chhat pe aana
Abhi soya hai zamana
Tera yu chhat pe aana.

More songs lyrics from Teen Sardar.