Marta Hai Koi To Mar Jaaye Lyrics

"Marta Hai Koi To Mar Jaaye" lyrics from Chambal Ki Kasam sung by lata mangeshkar and music directed by mohammed zahur khayyam and composed by mohammed zahur khayyam and lyrics written by sahir ludhianvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Marta Hai Koi To Mar Jaaye Lyrics


Marta hai koi to mar jaaye
Marta hai koi to mar jaaye
Hum apna nishana kyun chhode
Hum apna nishana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna
Dilwale bachaye dil apna
Hum teer chalana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Majbur na ho to ishk hi
Kya majbur na ho to ishk hi kya
Magrur na ho to husn hi kya
Tum humko manana kyun chhodo
Hum tumko satana kyun chhode
Hum tumko satana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Jo humko nasihat karte hai jo
Humko nasihat karte hai
Wo apna zamana dekh chuke dekh chuke
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum par bhi jawani aayi hai
Hum apna zamana kyun chhode
Hum apna zamana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna

Duniya to hamare saamne hai
Duniya to hamare saamne hai
Jannat ka pata kya hoke na ho
Jaannt mein chupi daulat ke liye
Duniya ka khajana kyun chhode
Dilwale bachaye dil apna.

More songs lyrics from Chambal Ki Kasam.