Marne Ka Gham Nahin Lyrics
"Marne Ka Gham Nahin" lyrics from Deedar-E-Yaar sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by kaifi azmi
Marne Ka Gham Nahin Lyrics
Marne ka gham nahin hai
Marne tak gham nahi hai
Jita hai pyar marke aasha ke band hote
Didar yaar karke aasha ke band hote
Didar yaar karke ho
Marne ka gham nahin hai
Marne tak gham nahi hai
Kismat jo sath deti uske kadam par marte
Kismat jo sath deti uske kadam par marte
Uske kadam par marke kya kya na naz karte
Le jate uske zarre aankho me apni bhar ke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Meri taraf se badkar lakho balaye lena
Meri taraf se badkar lakho balaye lena
Muh dekhna tu uska sau sau duvaye dena
Khawabo ki vaid dulhaniya
Jab aaye saz sawar ke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Hum naram naram kaliya
Gulshan se chun ke laye
Hum naram naram kaliya
Gulshan se chun ke laye
Aur sari kaliya teri raho me hum bichhaye
Aur khud chaman se lote
Aanchal me kante bharke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Ye pyar ki kahani puri kabhi na hogi
Ye pyar ki kahani rakhegi dur tujhse
Humko ye zindagani
Pehunchenge pas tere hum jaan se gujar ke
Pehunchenge pas tere hum jaan se gujar ke.
More songs lyrics from Deedar-E-Yaar.