Mantra Lyrics

"Mantra" lyrics from Gully sung by palash sen and music directed by euphoria (band), palash sen and composed by euphoria (band), palash sen and lyrics written by deekshant sehrawat, palash sen

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Mantra Lyrics


Kisne ye jaana hai
Ye kitna purana hai
Jaata kahan ye silsila
Phir se na aana hai
Ye kitna suhana hai
Pal ye jo humko hain mila
Is pal mein aaon khud ko
Jaan le pehchan le hum
Aaon dekhe jeevan ke rang sabhi
Bhule na beeti jo thi
Dekhenge hoga jo abhi
Pehle jaane to sahi
Kya hai tera mantra

Hai jeet kya aur haar kya
Gham aur khushi ke paar kya
Hai megh ke aasar kya
Toofan kya majhdaar kya
Hai baadlon ke paar kya
Koi aur bhi sansaar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra

Dekho pukare tumhe nabh ke sitare
Baahein failaye aasman
Behti hawaein tumhe kehti fizaayein
Dekho thaame na kaarwan
Le kar chal yaadein kal ki
Karta chal tu waade kal ke
Kismat mein tere kadmo ke nishan
Dekhenge aane waale
Manzil ko paane waale
Poochenge chalne waale
Kya hai tera mantra

Mehnat bhi hai himmat bhi hai
Thodi si haan kismat bhi hai
Aankhon mein hai kuch khwab bhi
Aur seene mein hasrat bhi hai
Hain saason ka aadhar kya
Aur zindagi ka saar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra

Aao na socho na
Dil se mita de sab faasle
Sarhad na mazhab na
Hum sab range ho
Ek rang mein ek rang mein

Tera hai apna kya
Tera paraya kya
Teri hi aasha kya
Tera hai jeevan kya
Tera hai sapna kya
Tera hai ishwar kya
Teri hai bhasha kya
Tera hai mantra kya

Saas ka aadhar kya
Aur zindagi ka saar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Baadlon ke paar kya
Koi aur bhi sansaar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra

Jeet kya aur haar kya
Gham aur khushi ke paar kya
Hai megh ke aasar kya
Toofan kya majhdaar kya
Hai baadlon ke paar kya
Koi aur bhi sansaar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai ye mera mantra

Saas ka aadhar kya
Aur zindagi ka saar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Jeet kya aur haar kya
Gham aur khushi ke paar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Baadlon ke paar kya
Koi aur bhi sansaar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra
Saas ka aadhar kya
Aur zindagi ka saar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra
Jaan lo hai pyaar kya
Bas jaan lo hai pyaar kya
Haan jaan lo hai pyaar kya
Hai mera mantra.

More songs lyrics from Gully.