Manhattan Lyrics

"Manhattan" lyrics from English Vinglish sung by bianca gomes, clinton cerejo and music directed by amit trivedi and composed by amit trivedi and lyrics written by swanand kirkire

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Manhattan Lyrics


New york mai lambi
Lambi building hoti hai na
Plane se dekha tha
Shashi woh manhattan hai
Man hat tan
Man aadmi hat a topi
Aur momos tan in hindi
A a tan matlab woh
A dhoop ki chaaon

Aadmi topi dhoop ki chaaon
Manhattan manhattan
Jannat tak hai baap re baap
Manhattan manhattan
Amber ko chota jahaan hai
Chalta phirta sapna hai
Pal pal chalti hai yeh raahein
Rukti kab kahan hai

Manhattan manhattan
New york
Manhattan manhattan
New york new york
New york

Aadmi topi dhoop ki chaaon
Manhattan manhattan
Jannat tak hai baap re baap
Manhattan manhattan
Khushiyo ke naye paiymaane
Khwabon ki lagi hai dukane
Lamha lamha sarkon pe
Achraj se woh lagate

To to to to to
To your left is prada
To your right is zara
Jojo armani thank
God its friday
Gucci and versace
Louis vuitton vuitton vuitton
Vuitton vuitton

Mai khoo jaaye
Khushiyon ki kaana phusi
Kudrat hui hai meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Saara shehar
Ajnabi si khamoshi
Saara shehar
Thandi si garm joshi
Har ek nazar
Dikhti hai tanha tanha

Hai zubaan per
Sab bezubaan hai
Saare saath toh
Hai per judaa hai
Shehar ko nazar ka
Teeka toh laga do
New york new york
New york new york

5 6 7 8 avenues
Million billion life n shoes
Lots of collars dollars
Dollars sensup.

More songs lyrics from English Vinglish.