Manchali Lyrics

"Manchali" lyrics from Ru Ba Ru sung by sunidhi chauhan and music directed by satyadev barman and composed by satyadev barman and lyrics written by soumik sen

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Manchali Lyrics

Mai hu jogan, mai fakiran
Mai hee purvaayee, tere dar pe mai aayee

Tujhape fida jag se juda, tere ashko me dhundu khuda
Tujhpe nihaal too hee gulaal, tujh hee se huyee mai laal laal

Tum jo mere dil me base ho, tum jo mere dil me base ho

Abb mai chalee teree galee, mohabbat me teree palee
Mai aag aag mujhame hai jag, har sur aur tal aur ek raag me

Manchalee mai chalee, teree galee mai chalee
Khil uthee hai pawan, jhum raha hai saawan
Lagee kaisee lagan tujhase
Gungunata gagan dhundhalaatee kiran
Huye hai yeh magan tujhase
Tujhape fida jag se juda, tere ashko me dhundu khuda
Tujhpe nihaal too hee gulaal, tujh hee se huyee mai laal laal
Abb mai chalee teree galee, mohabbat me teree palee
Mai aag aag mujhame hai jag, har sur aur tal aur ek raag me
Tum jo mere dil me base ho, tum jo mere dil me base ho
Tum jo mere dil me base ho, tum jo mere dil me base ho
Manchalee, tum jo mere dil me base ho
Manchalee, tum jo mere dil me base ho
Mai chalee, tum jo mere dil me base ho
Mai chalee, tum jo mere dil me base ho.

More songs lyrics from Ru Ba Ru.