Man Ke Taar Hila Jaa Lyrics

"Man Ke Taar Hila Jaa" lyrics from Prem Nagar sung by ramanand sharma and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by deena nath madhok (d. n. madhok)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Man Ke Taar Hila Jaa Lyrics


Man ke taar hila jaa
More man ke taar hila jaa
Man ke iktaare per bande
Preetam preetam gaa le ae
Man ke iktaare per bande
Preetam preetam gaa le ae
Man ke taar baja kar murakh
Man ke taar baja kar murakh

Jeevan ka sukh paa le
Jeevan ka sukh paa le
Dagmag dole ho more saajan
Dagmag dole ho more saajan
Naiya paar laga jaa
Naiya paar laga jaa
Man ke taar hila jaa
More man ke taar hila jaa

Nagri nagri dwaare dwaare
Dhoondh raha hoon preetam pyaare
Kaun nagariya ho more saajan
Kaun nagariya ho more saajan
Aaja man ke taar hila jaa
More man ke taar hila jaa
Man ke taar hila jaa
More man ke taar hila jaa.

More songs lyrics from Prem Nagar.