Man Ke Panchhi Lyrics

"Man Ke Panchhi" lyrics from Naina sung by sharda rajan iyengar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):

Man Ke Panchhi Lyrics


Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi

Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Koi hum do nahi na wfadar hai
Zindagi ab to jine se bezar hai
Gam ke tufan hai jis taraf dekhiye
Aur tufa me koi kinara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi

Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Humne dekhe yaha ptharo ke sanam
Pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
Zindagi ke liye hath falaye hum
Aisa jina to humko gwara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi

Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Ye zami berham aasma par sitam
In hado se bhi aage nikal jaye hum
Aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai
Aisi kismat hai koi hamara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Man ke panchhi kahi dur chal dur chal
Is chaman me to apna gujara nahi
Ber ki hai dgar ber ka hai ngar
Sans lene ka bhi ab sahara nahi
Man ke panchhi kahi.

More songs lyrics from Naina.