Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics

"Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe" lyrics from Main Tere Liye sung by anup ghoshal and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by vijay anand

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Man Ke Mandir Mein Jalti Rahe Lyrics


Haath bhi jab nahin hil saken aen
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi ee
Mushkil mein aur har saans ho
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee ee
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa aa

Geet gaane se hi to yahaan
Mit’taa hain dard praan ka
Mit’taa hain dard praan ka
Jisko kehte sangeet ham
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Roop ka hain ye bhagwaan ka
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aaa aa aa

Haath bhi nahin jab hil sake
Saaz bhi jab nahin paas ho
Saaz bhi jab nahin paas ho
Maut bhi ho saamne khadi
Mushkil mein aur har saans ho
Mushkil mein aur har saans ho
Mujhko vardaan de
Mujhko vardaan de ae
Maata saraswati ee
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Man ke mandir mein jalti rahe
Geet sangeet ki aarti
Geet sangeet ki aarti.

More songs lyrics from Main Tere Liye.