Maine Tumko Piya Lyrics

"Maine Tumko Piya" lyrics from Naukri sung by lata mangeshkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maine Tumko Piya Lyrics


Maine tumko piya keh diya
Maine tumko piya keh diya

Ab kahne ko kya rah gaya
Ab kahne ko kya rah gaya

Piya tumko piya keh diya
Piya tumko piya keh diya

Kaho kya ek mulakat me
Raha kya ab mere hath me

Kaho kya ek mulakat me
Raha kya ab mere hath me

Sari bazi hai ek hath me
Piya tumko piya kah diya

Maine tumko piya keh diya
Maine tumko piya keh diya

Kahne sunene me hee sab hai kya
In sawalo ka matlab hai kya

Kahne sunene me hee sab hai kya
In sawalo ka matlab hai kya

Puchhta ye jaha ab hai kya
Pyar hamne kiya keh diya

Maine tumko piya keh diya
Ab kahne ko kya rah gaya

Ab kahne ko kya rah gaya
Piya tumko piya keh diya
Maine tumko piya keh diya.

More songs lyrics from Naukri.