Maine To Kuchh Na Samjha Lyrics

"Maine To Kuchh Na Samjha" lyrics from Dhadkan sung by talat aziz and music directed by talat aziz and composed by talat aziz

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maine To Kuchh Na Samjha Lyrics


Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Kya mujhko ho gaya hai
Aye dil zara batana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha

Harbaar jhuthe wade
Harbaar jhuthi kasme
Harbaar jhuthe wade
Harbaar jhuthi kasme
Dil mein hai pyaar tab bhi
Karte hai wo bahana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha

Kitane samndro ko thukra diya hai maine
Kitane samndro ko thukra diya hai maine
Aye pyaas denwale yeh pyaas mat bhujana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha

Lab bhi khele khile hai dil bhi khila khila hai
Lab bhi khele khile hai dil bhi khila khila hai
Sikha hai zindagi ne pagal sa muskurana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Kya mujhko ho gaya hai
Aye dil zara batana
Maine to kuchh na samjha
Maine to kuchh na jaana
Maine to kuchh na samjha.

More songs lyrics from Dhadkan.