Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics

"Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai" lyrics from Phool Aur Kaante sung by anuradha paudwal, kumar sanu and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics


Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ailaan yahi karne aaya
Main aaj yahaan marne aaya
Ruswa tujhe main kar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Dilwale agar mil jaaye yahaan
Phir neend kise phir chain kahaan

O tere liye aahen bharta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Baanhon mein teri din raat rahu
Jag chhod du main o tere saath rahu
O saanson mein basa lu aaj tujhako
Tere bina jeena nahi mujhako
Tere bina jeena nahi mujhako

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu.

More songs lyrics from Phool Aur Kaante.