Maine Pyar Kar Liya Lyrics

"Maine Pyar Kar Liya" lyrics from Aashik Aawara sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Maine Pyar Kar Liya Lyrics


Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ha etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha

Hum tum na milte to thik hota
Ye dard na dil ke najdik hota
Hum tum na milte to thik hota
Ye dard na dil ke najdik hota
Tum se gale milke teer koi dil ke
Ho aar par kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha

In soye tufano ko jagaya
Kyu dil ke armano ko jagaya
In soye tufano ko jagaya
Kyu dil ke armano ko jagaya
Ji or jaan ko sare jahan ko
Ho bekarara kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha

Aasu kharide muskan de di
Dil kya diya maine jaan de di
Aasu kharide muskan de di
Dil kya diya maine jaan de di
Is rup rang ko ane ang ang ko
Ho gunhegar kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Ho etbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha.

More songs lyrics from Aashik Aawara.