Maine Munh Ko Kafan Mein Chhupa Jab Liya Lyrics

"Maine Munh Ko Kafan Mein Chhupa Jab Liya" lyrics from Tamanna sung by chandan dass and music directed by jahid hussain and composed by jahid hussain and lyrics written by saaz jabalpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maine Munh Ko Kafan Mein Chhupa Jab Liya Lyrics


Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya
Tab unhein mujhse milane ki fursat mili
Haale dil puchhane jab woh ghar se chale
Haale dil puchhane jab woh ghar se chale
Raste mein unhein meri maiyyat mili
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya

Woh zaffa kar ke bhi kaabile kadra hain
Mujhko meri wafa ka sila ye mila
Woh zaffa kar ke bhi kaabile kadra hain
Mujhko meri wafa ka sila ye mila
Jeete jee main to rushwa raha umra bhar
Jeete jee main to rushwa raha umra bhar
Baad marne ke bhi mujhko tohmat mili
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya

Meri maiyyat ko deewanki laash hain
Aisa keh kar sheher mein ghumaya gaya
Meri maiyyat ko deewanki laash hain
Aisa keh kar sheher mein ghumaya gaya
Iss tarah unko sohrat khuda ki kasam
Iss tarah unko sohrat khuda ki kasam
Meri rushwaai o ki badaulat mili
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya

Ek hi shakha par saaj do ghul khile
Chaal kismat ki lekin zara dekhiye
Ek hi shakha par saaj do ghul khile
Chaal kismat ki lekin zara dekhiye
Ek ghul kabra par meri sarminda hain
Ek ghul kabra par meri sarminda hain
Ek ko unki zulfo mein izzat mili
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya
Tab unhein mujhse milane ki fursat mili
Haale dil puchhane jab woh ghar se chale
Haale dil puchhane jab woh ghar se chale
Raste mein unhein meri maiyyat mili
Maine munh ko kafan mein chhupa jab liya.

More songs lyrics from Tamanna.