Maine Kaha Jaaneman Meharbaan Lyrics

"Maine Kaha Jaaneman Meharbaan" lyrics from Sab Ka Ustad sung by asha bhosle and music directed by ganesh and composed by ganesh and lyrics written by asad bhopali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Maine Kaha Jaaneman Meharbaan Lyrics


Maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan
Ye kaisa aana hai ye kaisa jana hai
Ek pal ko rukiye na meri kasam
O maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan

Hui baat kya, ho hui baat kya
Gabraye hye hai aap kyu
Jara boliye ji jara boliye
Muh fere huye chup chap hai kyu
Do jawab jara kya ho gaya aapko
Do jawab jara kya ho gaya
O maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan

Chali aaiye ha chale aaiye
Julfo ki nashli chav tale
Jara dekhiye ji jara dekhiye
Aa jaye na kahi dil panv tale
Badi bhul hui jo dil diya
Ho badi bhul hui jo dil diya
O maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan

Mujhe chhod ke ha mujhe chod ke
Kaha najare jhukaye aap chale
Kaha maniye ha kaha maniye
Jana hai to jana raat dhale
Yaha kya nahi jo chahiye aapko
O yaha kya nahi jo chahiye
O maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan
Ye kaisa aana hai ye kaisa jana hai
Ek pal ko rukiye na meri kasam
O maine kaha jaaneman meharbaan
Maine kaha haye jaaneman meharbaan.

More songs lyrics from Sab Ka Ustad.