Maine Aye Jane Wafa Lyrics

"Maine Aye Jane Wafa" lyrics from Bedaag sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by shakeel badayuni

Lyricist(s):
Music Director(s):

Maine Aye Jane Wafa Lyrics


Maine aye jane wafa
Tumse mohabbat ki hai
Tumane ik dard mujhe
De ke qayamat ki hai
Maine aye jane wafa

Is bharose pe ki mil
Jaye sahara mujhko
Is bharose pe ki mil
Jaye sahara mujhko
Tumape quraban
Tumape quraban dilo
Jan ki daulat ki hai
Maine aye jane wafa
Tumse mohabbat ki hai

Husn sadke ho kisi par
Ye kaha mumkin tha
Husn sadke ho kisi par
Ye kaha mumkin tha
Tumne mujh par
Tumne mujh par mera
Dil le ke inayat ki hai
Maine aye jane wafa
Tumse mohabbat ki hai

Dil jo apna tha kabhi
Aaj tumhara hai sanam
Dil jo apna tha kabhi
Aaj tumhara hai sanam
Ye tumhari hi
Ye tumhari hi nigaho
Ne shararat ki hai
Maine aye jane wafa
Tumse mohabbat ki hai
Tumane ik dard mujhe
De ke qayamat ki hai
Maine aye jane wafa.

More songs lyrics from Bedaag.