Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga Lyrics

"Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga" lyrics from Bewafaai Ka Aalam sung by agam kumar nigam, tulsi kumar and music directed by nikhil, praveen bhardwaj and composed by nikhil

Music Director(s):
Composer(s):

Main Zindagi Bhar Tera Interzaar Karunga Lyrics


Bewafaa hai tu toh kyaa hua
Haa juda hai tu toh kyaa hua
Bewafaa hai tu toh kyaa hua
Haa juda hai tu toh kyaa hua
Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
Main judaai ke lamho
Main tujhe yaad karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga

Bewafaa hai tu toh kyaa hua
Haa juda hai tu toh kyaa hua
Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
Main judaai ke lamho main
Tujhe yaad karungi
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga

Jaise hi ye shyaam dhalengi
Usi mod pae jaunga
Jahaa tum mujhe chod gaye
Us jagaah ko dekh kar aaunga
Do pal thoda thahere ke
Thoda roke aahe bhar lungaa
Bechaini badh jayegi
To tasveer se baate kar lungaa
Dekh ke meri is haalat ko
Mera khuda bhi royega
Jab tak tumse milana dega
Woh bhi nahi ab soyega
Main khuda se ab harpal
Fariyaad karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga

Jaise hi aab pyaas uthegi
Thode aansu peelungi
Kisi jakham pay malham to
Ab kisi jakhm ko sii lungi
Raato mai karvat badlungi
Din main bhatkungi dar dar
Ik jagaah baithu mai kaise
Chor ho jab dil ke under
Aaj ye jaana tanhaa rehna
Kitna mushkil hota hai
Aankhe jab thak jaati hai
To dil chupke se rota hai
Main mohabaat main
Ab khud ko barbaad karungi
Main zindagi bhar tera
Intzaar karungi

Bewafaa hai tu toh kyaa hua
Haa juda hai tu toh kyaa hua
Ghumsudaa hai tu toh kyaa hua
Main judaai ke lamho
Main tujhe yaad karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga
Main zindagi bhar tera
Interzaar karungi
Main zindagi bhar tera
Interzaar karunga
Aa main zindagi bhar tera
Interzaar karungi.

More songs lyrics from Bewafaai Ka Aalam.