Main Tumko Apne Khayalon Mein Lyrics

"Main Tumko Apne Khayalon Mein" lyrics from Dil Nawaaz sung by ashok khosla and music directed by ashok khosla and composed by ashok khosla

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Tumko Apne Khayalon Mein Lyrics


Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata
Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata
Khuda ke darr se tumhen
Khuda ke darr se tumhen
Bas khuda nahi kehata
Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata

Ye itfaak nahi tum jo mil gaye ho mujhe
Ye itfaak nahi tum jo mil gaye ho mujhe
Ye itfaak nahi tum jo mil gaye ho mujhe
Naseeb ko main kabhi hadsa nahi kehata
Naseeb ko main kabhi hadsa nahi kehata
Khuda ke darr se tumhen
Bas khuda nahi kehata
Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata

Mile na kaash rihaai tumhari zulfon se
Mile na kaash rihaai tumhari zulfon se
Mile na kaash rihaai tumhari zulfon se
Ye woh saza hain jise main saza nahi kehata
Ye woh saza hain jise main saza nahi kehata
Khuda ke darr se tumhen
Bas khuda nahi kehata
Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata

Nigahe yaar se hoga mere ghamo ka ilaaz
Nigahe yaar se hoga mere ghamo ka ilaaz
Nigahe yaar se hoga mere ghamo ka ilaaz
Main chara dar dawa o dawa nahi kehta
Main chara dar dawa o dawa nahi kehta
Khuda ke darr se tumhen
Bas khuda nahi kehata
Main tumko apne khayalon mein
Kyaa nahi kehata.

More songs lyrics from Dil Nawaaz.