Main Tum Bin Jee Nahi Sakta Lyrics

"Main Tum Bin Jee Nahi Sakta" lyrics from Saavan Ki Aahat Se sung by raju magare and music directed by suneet borgaonkar and composed by suneet borgaonkar and lyrics written by raju magare

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Tum Bin Jee Nahi Sakta Lyrics


Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Ho tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Mere humsafar teri doori ka zaher
Main pee nahi sakta
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta

Dil dhadkan jaan saansein
Dil dhadkan jaan saansein
Dil dhadkan jaan saansein
Hai saare tere pyaase
Waada ye mera bhool na jaana
Pyar na hoga kam ye jaana
Pyar na hoga kam ye jaana
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta

Phool chaman chaand taare
Phool chaman chaand taare
Phool chaman chaand taare
Hai in mein rooh teri
Wafa pe meri shaq na karna
Liya hai dil tune jaane dena
Liya hai dil tune jaane dena
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta
Mere humsafar teri doori ka zaher
Main pee nahi sakta
Main tum bin jee nahi sakta
Jee nahi sakta..jee nahi sakta..
Jee nahi sakta..jee nahi sakta..

More songs lyrics from Saavan Ki Aahat Se.