Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon Lyrics

"Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon" lyrics from Geet sung by nirmala devi and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by deena nath madhok (d. n. madhok)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Toh Piya Ki Joganiya Hoon Lyrics


Main toh main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main to piya ki joganiya

Piya hamare bukhe
Piya hamare bukhe
Main dil ka taal sajau
Main dil ka taal sajau
Piya hamare pyase
Naino mein jal bhar lau
Piya hamare pyase
Naino mein jal bhar lau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon

Piya hamare ruthe
Piya hamare ruthe
Main saiya mar jau
Main saiya mar jau
Piya hamare mane
Charno me phool chadau
Piya hamare mane
Charno mein phool chadau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon

Jab lag sans chale hai
Jab lag sans chale hai
Main pati charan gun gau
Main pati charan gun gau
Janam janam ke sathi
Main pyare piya pau
Janam janam ke sathi
Main pyare piya pau
Main to main toh
Piya ki joganiya hoon
Hoon main toh
Piya ki joganiya hoon
Main toh piya ki
Joganiya hoon.

More songs lyrics from Geet.