Main To Sej Saja Kar Lyrics

"Main To Sej Saja Kar" lyrics from Zakhmee Insaan sung by kavita krishnamurthy and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by surendra sathi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main To Sej Saja Kar Lyrics


Main to sej saja kar bithi
Saari raat teri raah dekhi
Teri yaad ne itana sataya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re

Ho main to sej saja kar bithi
Saari raat teri raah dekhi
Main to sej saja kar bithi
Saari raat teri raah dekhi
Teri yaad ne itana sataya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re

Raat boli mujhe na hain dhalana abhi
Din ye bola mujhe nahi nikal na abhi

Ho raat boli mujhe na hain dhalana abhi
Din ye bola mujhe nahi nikal na abhi
Raat boli mujhe na hain dhalana abhi
Din ye bola mujhe nahi nikal na abhi
Raat boli mujhe na hain dhalana abhi
Din ye bola mujhe nahi nikal na abhi
Bade dagabaaz ho tum pe aitbaar kiya
Tere intzaar ne jawani mein maar diya
Yunhi sej ko maine sajaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re

Jo kharidi gayi wo mohabbat hoon main
Jo na samjhi gayi aisi aurat hoon main
Jo kharidi gayi wo mohabbat hoon main
Jo na samjhi gayi aisi aurat hoon main
Jo kharidi gayi wo mohabbat hoon main
Jo na samjhi gayi aisi aurat hoon main
Lambo pe mere nahi shikave ghile sanam
Bahumato ki haar hi mujhi ko mili sanam
Duniya ne bada rulaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re

Ho main to sej saja kar bithi
Saari raat teri raah dekhi
Teri yaad ne itana sataya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re
Balam tu na aaya re.

More songs lyrics from Zakhmee Insaan.