Main Teri Prem Deewani Lyrics

"Main Teri Prem Deewani" lyrics from Qaid Mein Hai Bulbul sung by alka yagnik, suresh wadkar and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Teri Prem Deewani Lyrics


Main teri prem deewani
Tu hain mere sapno ka raja
Main teri prem deewani
Tu hain mere sapno ka raja
Kaise rahi kaise batau
Hale jiya kaise sunau
Aankho se ab dur na ja
Aa meri baho me aaja

Tu meri prem deewani
Main hoon tere sapno ka raja
Tu meri prem deewani
Main hoon tere sapno ka raja
Kaise raha kaise batau
Hale jiya kaise sunau
Aankho se ab door na ja
Aa meri baho mein aaja

Na koi bandhan na koi pahra
Na dil mein fairyad hain
Na koi bandhan na koi pahra
Na julmi sayyad hain
In wadiyo mein in gulsano
Mein hum dono azad hain
Logo ki nazro se
Door milega banke prem
Dekhe na koi hame
Aaja laga le gale
Mere dil mein dhadkan mein
Dilbar aake shama ja
Tu meri prem deewani
Main hoon tere sapno ka raja
Kaise raha kaise batau
Hale jiya kaise sunau
Aankho se ab door na
Ja aa meri baho mein aaja

Jeevan mein aayi fir se bahare
Dekha sawera naya
Jeevan mein aayi fir se bahare
Dekha sawera naya
Aao chalo hum milke
Basaye koi basera naya
Abse meri zindagi
Jeena hain tere liye
Ho bujhne na denge
Kabhi ummido ke hum diye
Mere tan pe mere
Man aa ab tu cha ja
Tu meri prem deewani
Main hoon tere sapno ka raja
Kaise raha kaise batau
Hale jiya kaise sunau
Aankho se ab door na
Ja aa meri baho mein aaja
Main teri prem deewani
Tu hain mere sapno ka raja
Kaise rahi kaise batau
Hale jiya kaise sunau
Aankho se ab door na ja
Aa meri baho mein aaja
Aankho se ab dur na ja
Aa meri baho mein aaja.

More songs lyrics from Qaid Mein Hai Bulbul.