Main Rang Sharbaton Ka Lyrics

"Main Rang Sharbaton Ka" lyrics from Phata Poster Nikhla Hero sung by atif aslam, chinmayi sripada and music directed by pritam chakraborty and composed by pritam chakraborty

Music Director(s):
Composer(s):

Main Rang Sharbaton Ka Lyrics


Khwaab hai tu
Neend hoon main
Donon milein raat bane
Roz yahi maangun duaa
Teri meri baat bane baat bane

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Mujhe khud mein ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani

O yara tujhe pyar ki
Batiyaan kya samjhaavaan
Jaagti ratiyaan roz bitaavaan
Isse aage ab main kya kahun
O yara tujhe dolti
Ankhiyan sadke javaan
Maang le pakiyan aaj duvanva
Isse aage ab main kya kahun

Maine toh dheere se
Neendon ke dhaage se
Baandha hai khwaab ko tere
Main na jahaan chahun
Na aasmaan chaahun
Aaja hisse main tu mere

Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadaani
Tu dhang chahaton ka
Main jaise koi naadaani
Mujhe khud se jod de to
Mere yaar baat ban jani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani

Tere khayalon se
Tere khayalon tak
Mera toh hai aana jana
Mera toh jo bhi hai
Tu hi tha tu hi hai
Baki jahaan hai begana

Tum ek musafir ho
Main koi raah anjani
Tum ek musafir ho
Main koi raah anjani
Man chah mod de to
Mere yaar baat ban jani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Mujhe khud mein ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka pani

O yara tujhe pyar ki
Batiyaan kya samjhaavaan
Jaagti ratiyaan roz bitaavaan
Isse aage ab main kya kahun
O yara tujhe dolti
Ankhiyan sadke javaan
Maang le pakiyan aaj duvanva
Isse aage ab main kya kahun.

More songs lyrics from Phata Poster Nikhla Hero.