Main Raina Jaagun Lyrics

"Main Raina Jaagun" lyrics from Ulfat sung by salma agha

Singer(s):

Main Raina Jaagun Lyrics


Main raina jaagun balmaa
Main raina jaagun balmaa
Tihaare bin kaise aayega chaina more sajana
Main raina jaagun balmaa
Tihaare bin kaise aayega chaina more sajana
Main raina jaagun balmaa
Main raina jaagun

Preet ne aisi aag lagaai
Hosh raha na koi
Hosh raha na koi
Shaam savere yaad mein teri
Rehati hoon main khoyi
Rehati hoon main khoyi
Tihaare bin kaise aayega chaina more sajana
Main raina jaagun balmaa
Main raina jaagun

Patthar ka main heera samji
Kar baithi naadani
Kar baithi naadani
Bhul huyi jo tujhko chaha
Dil ki baat hai maani
Dil ki baat hai maani
Tihaare bin kaise aayega chaina more sajana
Main raina jaagun balmaa
Main raina jaagun

Yaado ke hai saaye saaye
Main hoon yaa tanhaai
Main hoon yaa tanhaai
Sehami sehami khushiya dil ki
Chahat raas na aayi
Chahat raas na aayi
Tihaare bin kaise aayega chaina more sajana
Main raina jaagun balmaa
Main raina jaagun.

More songs lyrics from Ulfat.