Main Raah Kab Se Lyrics

"Main Raah Kab Se" lyrics from Anjuman sung by shabana azmi and music directed by mohammed zahur khayyam and composed by mohammed zahur khayyam and lyrics written by shahryar (akhlaq mohammed khan)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Raah Kab Se Lyrics


Main raah kab se
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon
Har ek kadam pe
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hoon
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hoon

Kiya hain jasan kabhi
Dubte sitaro ka
Kiya hain jasan kabhi
Dubte sitaro ka
Kabhi main ek kiran ke
Liye bhatak ti hoon
Kabhi main ek kiran ke
Liye bhatak ti hoon
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon

Kabhi palak mein chamkti
Hu moor ki surat
Kabhi palak mein chamkti
Hu moor ki surat
Kabhi jamin pe phul ki
Tarah mahakti hoon
Kabhi jamin pe phul ki
Tarah mahakti hoon
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon

Main khud ko dekh ke
Main khud ko dekh ke
Hairan hone lagti hoon
Mai khud ko dekh ke
Hairan hone lagti hoon
Ke ayine ji juba
Main kaha samjhti hoon
Ke ayine ji juba
Main kaha samjhti hoon
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon

Kisi ka chand si pak
Chehra yaad rahta hain
Kisi ka chand si pak
Chehra yaad rahta hain
Main apne khwab ki duniya se
Jab palat ti hoon
Main apne khwab ki duniya se
Jab palat ti hoon
Main raah kab se
Nayi zindagi ki takti hoon
Har ek kadam pe
Har ek mod pe sambhlti hoon.

More songs lyrics from Anjuman.