Main Piya Teri Lyrics

"Main Piya Teri" lyrics from Basant Bahar sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Main Piya Teri Lyrics


Main piya teri tu
Maane yaa na maane
Duniya jaane tu
Jaane yaa na jaane

Kaaheko bajaaye tu
Mithi mithi taanen
Main piya teri tu
Maane yaa na maane

Murli ki lay ne
Dil mera chhina
Taar jagaaye dil
Ke taar jagaaye
Raah bikhere
Jab tere dil ne
Raag uthaayi
Maine raag uthaayi
Mitne na dungi
Pyaar ke sagaane
Main piya teri tu
Maane yaa na maane
Duniya jaane tu
Jaane yaa na jaane
Kaaheko bajaaye tu
Mithi mithi taanen
Main piya teri tu
Maane yaa na maane

Prit ki dori tum sang baandhi
Tum sang baandhi
Sainyaa tum sang baandhi
Bujhne na dungi prit kaa dipak
Kitni bhi aaye sainyaa
Duniya ki aandhi
Main nahin badli
Badle zamana
Main piya teri tu
Maane yaa na maane
Duniya jaane tu
Jaane yaa na jaane
Kaaheko bajaaye tu
Mithi mithi taanen
Main piya teri tu
Maane yaa na maane.

More songs lyrics from Basant Bahar.