Main Panchi Aazad Lyrics

"Main Panchi Aazad" lyrics from Tadbir sung by kundan lal saigal and music directed by lal mohammad and composed by lal mohammad and lyrics written by swami ramanand saraswati

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Panchi Aazad Lyrics


Main panchi aazad
Main panchi aazad,
Mera kahi door thikana re
Main panchi aazad,
Mera kahi door thikana re

Uss duniya ke baag mein mera
Uss duniya ke baag mein mera
Aana jaana re

Jeevan ke parabhat mein aau
Jeevan ke parabhat mein aau
Saanjh dhale
Saanjh dhale toh main udd jaau
Saanjh dhale toh main udd jaau
Bandhan mein koyi
Mujhako bandhe
Bandhan mein koyi
Mujhako bandhe
Woh dua na de
Woh dua na de

Main panchi aazad
Main panchi aazad
Main panchi aazad
Mera kahi door thikana re

Dil mein kisi yaad aaye
Aankho mein masti laharaaye
Aankho mein masti laharaaye
Janam janam kaa mera kisi se
Janam janam kaa mera kisi se
Pyaar puraana re
Pyaar puraana re

Main panchi aazad
Main panchi aazad,
Mera kahee door thikaana re
Main panchi aazad,
Mera kahee door thikaana re.

More songs lyrics from Tadbir.