Main Nazar Pee Raha Hun Lyrics

"Main Nazar Pee Raha Hun" lyrics from Awargi Mein Had Se sung by munni begum and music directed by munni begum and composed by munni begum

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Nazar Pee Raha Hun Lyrics


Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye
Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye
Na juka o tum nigaahe
Kahin raat dhal na jaaye
Main nazar pee raha hun

Mere ashq bhi hai is mein
Ye sharaab badal na jaaye
Mera jaam chhunewale
Tera haath jhal na jaaye
Main nazar pee raha hun

Meri zindagi ke maalik
Mere dil pe haath rakh de
Tere aane ki khushi mein
Mera dam nikal na jaaye
Main nazar pee raha hun

Abhi raat kuchh hai baaki
Na utha naqaab saaqi
Tera zindagi se rehke
Kahin phir sambhal na jaaye
Main nazar pee raha hun
Yeh shamaa badal na jaaye.

More songs lyrics from Awargi Mein Had Se.