Main Naye Jamane Ki Laila Lyrics

"Main Naye Jamane Ki Laila" lyrics from Gair sung by abhijeet bhattacharya, sapna mukesh and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Naye Jamane Ki Laila Lyrics


Laila laila, laila laila
Laila laila, laila laila

Main naye jamane ki laila
Laila laila
Main naye jamane ki laila
Laila laila
Har koi banna chahe
Har koi banna chahe
Mera aashiq pahela, pahela
Main naye jamane ki laila
Laila laila
Main naye jamane ki laila

Koi rasiya to koi hai deewana
Main dilo ke pyar ka fasana
Bada muskil sabab ko chhupana
Main nigahe yaar ka nisana
Ja re pagal parwane
Ja re pagal parwane
Yu na dil ko behla behla
Main naye jamane ki laila
Laila laila
Main naye jamane ki laila

Mera sapna khayal hai tu mera
Aa tujhe meri jaan main bana lu
Meri duniya karar hai tu mera
Aa karib sari duriya mita du
Dekh jara jaanejaana
Dekh jara jaanejaana
Main hu tera chhaila, chhaila

Tu naye jamane ki laila
Tu naye jamane ki laila
Har koi banna chahe
Har koi banna chahe
Mera aashiq pehela, pahela
Main naye jamane ki laila
Laila laila
Main naye jamane ki laila.

More songs lyrics from Gair.