Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics

"Main Kitna Pyar Karta Hoon" lyrics from Phool sung by kumar sanu, sadhana sargam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics


Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon

Rup aankho pe tera
Yu chha gaya
Kuchh nazar aata nahi
Tere siwa
Rup aankho pe tera
Yu chha gaya
Kuch nazar aata nahi
Tere siva
Hal mera bhi kuchh
Aisa ho gaya
Dekhti hoon jab kabhi
Main aaina
Aaine mein bhi
Tera didar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon

Aisa lagta hai dile betab ko
Tum hamesha se hi
Mere sath ho
Aisa lagta hai dile betab ko
Tum hamesha se hi
Mere sath ho
Nind bhi aati nahi
Ab raat ko
Bhoonl baitha hoon
Main apne aapko
Yaad ek pal mein tujhe
Sau bar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon

Dard ye khoond hi
Dawa ban jayega
Dard ye dil ka
Saha na jayega
Dard ye khoond hi
Dawa ban jayega
Pyar kitne din
Hame tadpayega
Ek din apna milan
Ho jayega
Main usi din ka to
Intezar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon.

More songs lyrics from Phool.