Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics

"Main Kehta Danke Ki Chot Par" lyrics from Hari Darshan sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep)

Singer(s):

Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics


Mai kahta danke ki chhoat par
Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Kya kahna samrath sayi ka
Kya kahna samrath sayi ka
Kya se kya kar dala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Kon batore kankar pathar
Kon batore kankar pathar
Jab ho hath me hira
Jab ho hath me hira
Kanchan sada rahega kanchan
Kanchan sada rahega kanchan
Or kadhir kadhira
Or kadhir kadhira sacha ke jhut ka nikala
Sacha ke jhut ka nikala
Har dam diwala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

O koi jhuka nahi sakta jag me
Koi jhuka nahi sakta jag me
Apne parbhu ka jhanda
Apne parbhu ka jhanda
Jo usko chhedega uske
Jo usko chhedega uske sir pe padega danda
Sir pe padega danda
Yugo se yugo se is dharti par
Uski ka hai bol bala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala hai rakhvala
Kya marega marne vala
Kya marega marne vala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala.

More songs lyrics from Hari Darshan.