Main Janam Janam Ki Lyrics

"Main Janam Janam Ki" lyrics from Ayodhyapati sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by saraswati kumar deepak

Lyricist(s):
Music Director(s):

Main Janam Janam Ki Lyrics


Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi

Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola
Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola
Man matwala jhumke bhi kuch na bola
Kitne bhole bhale hai
Mere jivan dhan abhilashi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi

Bagiya mein papiha bole
Mere man mein prem ras ghole
Ek jhalak dikhla kar parbhu ne
Kar di dur udasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi

Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Pritam ne aakar mere
Man mein kiya ujala
Rom rom mein rame huye hai
Mere nain nivasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi.

More songs lyrics from Ayodhyapati.