Main Hun Don Lyrics

"Main Hun Don" lyrics from Don sung by kishore kumar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Main Hun Don Lyrics


Are diwano mujeh pehechano
Kahan se aaya main hun kaun
Are diwano mujeh pehechano
Kahan se aaya main hun kaun
Main hun kaun main hun kaun
Main hun kaun main hun
Main hun main hun kaun

Don don don don don
Main hun don main hun don
Main hun main hoon main hun don
Are tumne jo dekha hai
Socha hai samjha hai jaana hai
Voh mein nahin voh mein nahin
Logon ki nazron ne mujhko
Yahan jo bhi maana hai
Voh mein nahin voh mein nahin
Awaara badal ko saudaayi paagal ko
Duniya mein samjha hai kaun

Are deewano mujeh pehechano
Zara pehechano main hun don
Are yaaron ka jo yaar hoon
Yaari mein yeh jaan luta de tho
Main hun vohi main hun vohi
Dushman kaa dushman hun
Voh dushman ke chakke chuda de jo
Main hun vohi main hun vohi
Tum jaano na jaano maine tho
Jaana hai mahefil mein kaisa hai kaun

Are deewano mujeh pehechano
Zara pehechano main hun don
Are maine kya socha hai kya
Khaab hai meri aankhon mein
Tum jaano naa tum jaano naa
Maine bhi badla hai kya
Rang baaton hi baaton mein
Tum jaano naa tum jaano naa
Chehere pe chehera
Hai parde pe parda hai
Duniya mein samjha hai kaun

Are deewano mujeh pehechano
Zara pehechano main hun don
Main hun don main hun don
Main hun main hun main hun don.

More songs lyrics from Don.