Main Hoon Pari Adaaon Bhari Lyrics
"Main Hoon Pari Adaaon Bhari" lyrics from Chehre Pe Chehra sung by asha bhosle and music directed by datta naik and composed by datta naik and lyrics written by sahir ludhianvi
Main Hoon Pari Adaaon Bhari Lyrics
Main hoon pari adaaon bhari
Ho main hoon pari adaaon
Bhari aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main
Waha chalne na paoge sath
Main hoon pari adaaon
Bhari aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main
Waha chalne na paoge sath
Sabko lubhati hoon main
Masti luta tu hoon main
Sabko lubhati hoon main
Masti luta tu hoon main
Rato ki ronak liye aati
Hoon jati hoon main
Rato ki ronak liye aati
Hoon jati hoon main
Takte raho kabhi mat kaho
Takte raho kabhi mat kaho
Mujhse kahne ki bat
Main hoon pari adaaon bhari
Aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main
Waha chalne na paoge sath
Rango ki rani hoon main
Tapti jawani hoon main
Rango ki rani hoon main
Tapti jawani hoon main
Chalti rahe jo sada
Aisi kahani hoon main
Chalti rahe jo sada
Aisi kahani hoon main
Thahre nahi ye bijli kahi
Thahre nahi ye bijli kahi
Failaye lakho ne hath
Main hoon pari adaaon
Bhari aise na aaugi hath
Kabhi main yaha kabhi main
Waha chalne na paoge sath.
More songs lyrics from Chehre Pe Chehra.