Main Hasina Nazneena Lyrics

"Main Hasina Nazneena" lyrics from Baazi sung by asha bhosle, lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by shakeel badayuni

Lyricist(s):

Main Hasina Nazneena Lyrics


Main hasina nazneena
Main hasina nazneena
Koi mujhsa nahi
Koi mujhsa nahi nahi

Mai samina mah jabina
Mai samina mah jabina
Mujhme kya kya nahi
Mujhme kya kya nahi nahi

Mai kayamat ki pahchan hu
Ek biijli or tufan hu
Mai mohabbat hu iman hu
Ek aashik ka arman hu
Jo mere pas aaye
Sukune dil paye
Fir jaye na wo kahi kahi
Main hasina nazneena
Koi mujhsa nahi
Koi mujhsa nahi nahi

Mai hasu to chaman bhi khile
Pyar ki jindagi bhi mile
Mai jalu to patanga jale
Maut mere kahe par chale
Nigaho se mai khelu
Are jisko bhi mai dekhu
Wo jan dede wahi wahi
Mai samina mah jabina
Mai samina mah jabina
Mujhme kya kya nahi
Mujhme kya kya nahi nahi

Pyar ki mai hu ek dasta
Mere dam se hai dunia jawa
Mai nahi to bahare kaha
Mere bas me hai sara jaha
Mai hu shola mai hu shabnam
Mai hu nagma mai hu sargum
Har chuke hai mere aage
Ye chand or sitare
Ye aasma ye jami
Mai hasina mai shamina
Koi mujhsa nahi
Mujhme kya kya nahi nahi
Mai hasina mai shamina
Koi mujhsa nahi
Mujhme kya kya nahi nahi.

More songs lyrics from Baazi.