Main Gul Badan Lyrics

"Main Gul Badan" lyrics from Locket sung by usha uthup and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by gauhar kanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Gul Badan Lyrics


Aa main gul badan
Aa main hoon chaman
Gulabi chehra labo pe lali
Nashili aankhe ye zulfe kali
Beutiful sundram dilnashi
Aa main gul badan
Aa main hoon chaman

Hasi ye raat ye baat phir kaha
Tera mera ye sath phir kaha
Hasi ye raat ye baat phir kaha
Tera mera ye sath phir kaha
Jawa dilo ki jawa bate
Phir jaha mein kaha ye rate
Beutiful sundram dilnashi
Aa main gul badan
Aa main hoon chaman

Hain pal do pal ke ye zindagi
Lagi bujha na kar dillagi
Hain pal do pal ke ye zindagi
Lagi bujha na kar dillagi
Meri adaye teri jawani
Bana le koi nayi kahani
Beutiful sundram dilnashi
Aa main gul badan
Aa main hoon chaman

Sanam haya sharam chhod de
Bharam na kar kasam tod de
Sanam haya sharam chhod de
Bharam na kar kasam tod de
Noor hoon main na tu farista
Hai tera mera bas ek rishta
Beutiful sundram dilnashi
Aa main gul badan
Aa main hoon chaman.

More songs lyrics from Locket.